YUN BHI


Dil mein aitbar hai ikraar hai intizar hai 

Tum yun bhi kaho kabhi ky piyar hai

 

Bad e zamane k ilham bhi to kae hain 

Arsh pe tere zikar k tamashay kae hain


Aise ksay hum waswaso k peechay jea 

Teri zulfon k mare lotay to raah bhi na pae

Ab bayaan bhi kare, to kaha raha sadgi e khayal ka qisa 

Jal na uthay zamana ager ankho se kajal hata do tum 


Ek hajoom barpa hai bazaar main 

Ye bhi ek qisa hai bimare yar main 


Kaho to lik du tuhmei kia chupa hai khumar e yar main

Jo kar sako taqaza to sare aam karo 

Ye achay se dekh na tasqeen e yar, wafa e piyar nahi 


Dil mein aitbar hai ikraar hai intizar hai 

Tum yun bhi kaho kabhi ky piyar hai





By Usman Ghani

Comments

  1. Bhai bhai kia lik diya afat afat
    Ek hajoom barpa hai bazaar main
    Ye bhi ek qisa hai bimare yar main

    ReplyDelete
  2. Sir app meri university mai aao please

    ReplyDelete
  3. 2 poetry read kar k hi app k alfazo se Muhabbat ho jea gi kisi ko bhi

    ReplyDelete
  4. Lafzo per aboor acha hai app ka

    ReplyDelete
  5. We want your videos 🎥

    ReplyDelete
  6. My mama loves your words and every poetry

    ReplyDelete
  7. Qalam poem always hit and i love it

    ReplyDelete
  8. Sir mujhy app se writing seekna hai

    ReplyDelete

  9. Aise ksay hum waswaso k peechay jea
    Teri zulfon k mare lotay to raah bhi na pae
    Ab bayaan bhi kare, to kaha raha sadgi e khayal kaJal na uthay zamana ager ankho se kajal hata do tum
    Lik ksay layty hain app is terha k thoughts

    ReplyDelete
  10. My favorite part was "..

    Kaho to lik du tuhmei kia chupa hai khumar e yar main

    Jo kar sako taqaza to sare aam karo

    Ye achay se dekh na tasqeen e yar, wafa e piyar nahi

    ReplyDelete
  11. I'm eager to read more of your poems

    ReplyDelete
  12. Your mouth is like candy

    ReplyDelete
  13. Bro bro bro hit hai bro

    ReplyDelete
  14. Tarap jea insna wo lines hain yar

    ReplyDelete
  15. Sir app khud wo raat hain jis mei ham rehna chahtay hain

    ReplyDelete
  16. App ka dil nhi dil e jahaan hai thoughts ka

    ReplyDelete
  17. Love from lahore

    ReplyDelete
  18. Every single line of the poem is written beautifully

    ReplyDelete
  19. Erumasifff@gmail.comOctober 8, 2025 at 11:10 PM

    Hats off 👏
    Her dafa ki tarah behtreeen ❤️

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Sard Khayalat

Gehri Raat

Badalta Saal