Tere bin

K khali khali hain shamae tere bin Kuch lafzon mein bhi kami hai tere bin Likh dun tujhe yaad kar kar k ek umar sari Ya khayalo ki ek tasveer bana dun Per wo tasveer bhi to bad guma hai tere bin K dil hai maghroor tere bin jaan e jan Jo sannata raha zindagi mei tere bin wo mujhy kha gaya Banu kisi or ki nazron ka qaidi esa koi sawal hi nahi Tu wo baat to bata humein jo yaad hi nahi Tu baat ko yun mat ghuma ae badguman K dil mera lakhon tukron mein bant chuka Mei thora mushkil sa, Saray ghum apne chupa chuka Tere bin mein tujh ko bholane ka har harba apna chuka Per mere dil mein tere intizar ka roze ek naya tamasha lag raha Aaas meri teray hatho ki lakirain Tere bin hum khud se ek wada liye bethay Chaand or saanso ka karz liye bethay Ek hath mein sharab dosray mein tere sab farz liye bathay Uljhay paray hain tere bin Yuhi hua mein hairan ksay kuch waqat badlay insaan ko K ...